Hello namaskar doston ke is blog mein main aap Sabko bataunga computer ki overheating se Related problem ke bare mein
discussion of problems;-
1,Overheating problem;-
Sabse Jyada Samne Aane Wale problem hai aur meeting jo sabse Jyada Samne aati hai aur computer side se bahut jyada Garam ho jata hai,Side mein Hath to kam se kam 5 second ka bhi Hath lagakar Tak karke rakh sakte hain Baki Hath Ho Jaati Nahi Rakh Sakte Itna Jyada Garam ho jata hai
2, 15 se 20 minute mein computer band;-
Tumhara computer 15 se 20 minute mein apne aap Band Ho Jaega usko off karne ki jarurat Nahi Hai manually apne aap power off ho jayega agar koi Bada task kar rahe ho to usmein dikkat Aaegi who task Tumhara pura Nahin Ho Payaga
3,Slow computer ;-
Computer Itna Jyada slow jata hai, Maan Lo Tum computer Ki Main file ko open karo ya nahin my computer ko apna kar rahe ho, galti se Tumne USB Ko attach
Kar Diya to vah not responding Dikhane lag jaega aur Tumhen vah problem Aaegi Jab Tum computer ko on karo to lagbhag 15 se 20 minute ka computer on Mein lag jata hai itna Jyada Samay lag jata hai aur my computer ka main file ko kholo na to bahut dikkat Aaegi to bahut se software Jaise agar tum browser ko kholo to lagbhag 5 se 10 minut Tak to open hi nahin hota hai hone ke bad bhi vah chalta Nahin browser Itna Jyada
reasons of problem;-
1, driver problem;- Window car driver update nahin hai aur Tumhen use update karne ki jarurat hai mahlon ki tum update karna bhi chahte ho na to sabse pahle Tumhe drive Device Manager mein jakar an Sab Ko update karna hoga acchi tarike se update karna hoga Sabhi ki Sabhi driver ko acchi tarike se update Karoge tab jakar Tumhare computer ki problem solve ho sakti hai
Physically problem;-
laptop ko Andar Se khol ke dekhna Hoga Ki Uske fan Mein Koi Dost Ho Gaya to nahin hai agar Hogi to usko remove karna hoga aur usko remove karne ke liye to main YouTube per bahut Sare video mil Jayenge Kaise Tum laptop ko open karke Uske dust Ko remove kar sakte ho
Window plus driver problem;-
most of 90% cases Mein yah problem hoti hai kya hota ki Tumhara Jo laptop ka hardware hai vah mahlon ki tumhare window 10 ke sath Achcha Karya Karta Hai Usi ke liye Banaya Gaya Hai Aur Tum usmein Windows 7 use kar rahe ho tab Windows 7 ke driver Se Tumhare hardware ke sath acchi tarike se touch Nahin Ho Payenge Jiski vajah se aur heating Kai bar to browser opening Wi-Fi key problems Bluetooth ki problem Aati Hai rahenge, Agar Wi-Fi, Bluetooth aur
aur heating ka sunaya to samajh jao ki Tumhen Window badalon ki jarurat hai
Solution;-
check drive;-
Apne computer ke sabhi driver ko check Karen ki vah update Hai Ki Nahin Agar update Nahin Hai Tum Sabko update karo Uske bad kya bataiye problem solve ho sakti hai
Windows update;- apni window ko up-to-date Rakho Agar window Mein Koi Bhi update a raha hai to usko Samay rahte usko update karo Problem Solve ho sakti hai
Change window;-
sabse Jyada acche Kam Karne Wala Jo solution Hai Vahi hai, tum apne window ko change Karva Lo aur us mein jo driver Seva Rakho jo aapki window yah aapke hardware ke sath achi tarike se delete ho sake aur yah problem Jarur solve Kar Degi is samasya ko
Ek video niche YouTube ka Mera video hai usko jakar tum dekh sakte ho Sare promise Mein Chitra Kaise Bataye hua hoon aur dekh lena
Copyright Disclaimer ;-
Copyright Disclaimer under section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for “fair use” for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, education and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing.